Monday, December 6, 2010

Songs of the Day : Na Woh Inkaar Karti Hai - Himalay Putra (1997)

Information

Song Title: Na Woh Inkaar Karti Hai
Movie: Himalay Putra
Music Director: Anu Malik
Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricists: Nida Fazli
Cast(s): Akshaye Khanna, Anjala Zaveri, Vinod Khanna, Hema Malini

Lyric:

Na woh inkaaar karti hai, na woh ikraarr karti hai

Hume phir bhi yekin hai woh, hume se pyaar karti hai

Ajab ladki woh jab milti, yun reh jaati hai sharma ke

Kabhi baalo ke peeche muh, chhupa leti hai ghabra ke

Ajab ladka hai raste se, guzar jata hai takra ke
Maza aaata hai usko yunhi mere dil ko tadpa ke
Jalane ko mujhe auro se aakhen char karta hai

Na woh inkaaar karti hai, na woh ikraarr karti hai
Hume phir bhi yekin hai woh, hume se pyaar karti hai
Na woh inkaaar karti hai, na woh ikraarr karti hai

Jo dekho to badi masoom, bilkul ajnabi hai woh

Magar jab mein nahi hota to mujhko sochti hai woh

Woh chup chup mujhko dekhta rehta hai rozana
Magar jab samne aata hai ban jata hai anjana
Bina meri izaat woh mera dedaar karti hai

Na woh inkaaar karti hai, na woh ikraarr karti hai
Hume phir bhi yekin hai woh, hume se pyaar karti hai
Na woh inkaaar karti hai, na woh ikraarr karti hai
Hume phir bhi yekin hai woh, hume se pyaar karti hai

P/S: Tengok filem ni mase kecit². Huhu suka maksud lirik ni. Biasa lah, jiwang karats.
Malam tadi boleh mimpi Akshaye Khanna pulak. Saya tegur dia dalam Hindi tapi dia jawab balik dalam B.Melayu. Huhuu canggih betul.

2 comments:

Aujinz said...

wow..peminat hindustan ghupenye..
huhuhu

syazana said...

;)

bole dilihat di side bar, time aksey ;)

Post a Comment